Ramaiya Vastavaiya (From "Shree 420") Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Mukesh Hindi Song Sung By Lata Mangeshkar And Released On 26th October 2018 Under Saregama, Music Given By Shankar-Jaikishan, Lyrics Penned By Shailendra, The Features Star Cast Of Song Such As Raj Kapoor, Nargis, Lalita Pawar, Nadira, 06:00 Is Total Duration Time Of "Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Mukesh" – Ramaiya Vastavaiya (From "Shree 420") Song, Ramaiya Vastavaiya (From "Shree 420") song download Mp3
Album | Music Magician Jaikishan Hits |
Singers | Lata Mangeshkar,Mohammed Rafi,Mukesh |
Lyricist | Shailendra |
Star Cast | Raj Kapoor,Nargis,Lalita Pawar,Nadira |
Music By | Shankar-Jaikishan |
Label | Saregama |
Released On | 26 Oct, 2018 |
Ramaiya Vastavaiya (From "Shree 420") Song Lyrics
Lyrics By : Shailendra
ramaiyya vastavaiyya ramaiyya vastavaiyya
ramaiyya vastavaiyya ramaiyya vastavaiyya
maine dil tujko diya
maine dil tujko diya
o ramaiyya vastavaiyya ramaiyya vastavaiyya
ramaiyya vastavaiyya ramaiyya vastavaiyya
maine dil tujko diya
maine dil tujko diya
o ramaiyya vastavaiyya ramaiyya vastavaiyya
nainon main thi pyaar kii roshni
teri aankhon main ye duniyaadaari naa thi
teri aankhon main ye duniyaadaari naa thi
tu or tha tera dil or tha
tere man main ye mithi kataari naa thi
tere man main ye mithi kataari naa thi
main jo dukh paaun to kya aaj pachhataaun to kya
main jo dukh paaun to kya aaj pachhataaun to kya
maine dil tujko diya maine dil tujko diya
o ramaiyya vastavaiyya ramaiyya vastavaiyya
us desh main tere pardes main
sone chaandi ke badale main bikate hai dil
sone chaandi ke badale main bikate hai dil
is gaanv main dard kii chaanv main
pyaar ke naam par hi tadapate hai dil
pyaar ke naam par hi tadapate hai dil
chaand taron ke tale raat ye gaati chale
chaand taron ke tale raat ye gaati chale
maine dil tujko diya
maine dil tujko diya
o ramaiyya vastavaiyya ramaiyya vastavaiyya
maine dil tujko diya
maine dil tujko diya
o ramaiyya vastavaiyya ramaiyya vastavaiyya
ramaiyya vastavaiyya ramaiyya vastavaiyya
maine dil tujko diya
maine dil tujko diya
o ramaiyya vastavaiyya ramaiyya vastavaiyya
yaad aati rahi dil dukhaati rahi
apane man ko manaanaa na aayaa hamen
apane man ko manaanaa na aayaa hamen
tu naa aaye to kya bhul jaye to kya
pyaar karke bhulaanaa na aayaa hamen
pyaar karke bhulaanaa na aayaa hamen
vahiin se dur se hi tu bhi ye kah de kabhi
vahiin se dur se hi tu bhi ye kah de kabhi
maine dil tujko diya
maine dil tujko diya
o ramaiyya vastavaiyya ramaiyya vastavaiyya
ramaiyya vastavaiyya ramaiyya vastavaiyya
maine dil tujko diya
maine dil tujko diya
o ramaiyya vastavaiyya ramaiyya vastavaiyya
rastaa vahi or musafir vahi
ek tara na jane kahan chup gaya
ek tara na jane kahan chup gaya
duniya vahi duniyaavaale vahi
koi kya jane kiskaa jahaan lut gaya
koi kya jane kiskaa jahaan lut gaya
meri aankhon main rahe koun jo mujhase kahe