Kya Karte The Saajna Zara Khan, Anuradha Paudwal Hindi Song Sung By Zara Khan And Released On 24th February 2020 Under T-Series, Music Given By Tanishk Bagchi, Anand-Milind, Lyrics Penned By Vayu, Majrooh Sultanpuri, 02:48 Is Total Duration Time Of "Zara Khan, Anuradha Paudwal" – Kya Karte The Saajna Song, Kya Karte The Saajna song download Mp3
Album | Shubh Mangal Zyada Saavdhan |
Singers | Zara Khan,Anuradha Paudwal |
Lyricist | Vayu,Majrooh Sultanpuri |
Music By | Tanishk Bagchi,Anand-Milind |
Label | T-Series |
Released On | 24 Feb, 2020 |
Kya Karte The Saajna Song Lyrics
Lyrics By : Vayu,Majrooh Sultanpuri
kya kya kya
kya kya
kya kya kya karte the
dekh tere chakkar main banda hai full lattu
janaa tha japan magar pahunchaa hai timoctu kya kya
de-de-dekh tere chakkar main banda hai full lattu
janaa tha japan magar pahunchaa hai timoctu kya kya
le main tere naam jaan likhaa don
kya qasam koi maar bhi kha lun
yaar hai jivan meraa kya samjhaoon main kah ke
kya kya kya kya kya kya
kya karte the saajana tum ham se dur rah ke
kya karte the saajana tum ham se dur rah ke kya kya
ham to judaai main akele chup-chup ke royaa karte the
meri saansen yun to hai haq tere
par jaan hi le lenge shaq tere
meri saansen yun to hai haq tere
par jaan hi le lenge shaq tere kya kya
dekh zamana ye to pyaar se jalataa hai
dil jalaane vaali chaal ye chalata hai
pyaar kiya hai tujh se duniya bhar ke gam sah ke
kya kya kya kya kya kya
kya karte the saajana tum ham se dur rah ke
kya karte the saajana tum ham se dur rah ke kya kya
ham to judaai main akele chup-chup ke royaa karte the
kya kya kya
kya kya kya karte the