
Baarish Ki Jaaye B Praak, Nawazuddin Siddiqui, Sunanda Sharma Song Download
- admin
- 0
Baarish Ki Jaaye B Praak, Nawazuddin Siddiqui, Sunanda Sharma Hindi Song Sung By B Praak And Released On 27th March 2021 Under Universal Music India Pvt Ltd., Lyrics Penned By Jaani, 04:11 Is Total Duration Time Of "B Praak, Nawazuddin Siddiqui, Sunanda Sharma" – Baarish Ki Jaaye Song, Baarish Ki Jaaye song download Mp3
Album | Baarish Ki Jaaye |
Singers | B Praak,Nawazuddin Siddiqui,Sunanda Sharma |
Lyricist | Jaani |
Label | Universal Music India Pvt Ltd. |
Released On | 27 Mar, 2021 |
Baarish Ki Jaaye Song Lyrics
Lyrics By : Jaani
Ye sooraj se bhi keh do ki apani aag bujha ke kare
Ye sooraj se bhi keh do ki apani aag bujha ke kare
Agar uss se baatein karni hain to phir nazar jhuka ke kare
to phir nazar jhuka ke kare
Taare uss ke haath mein hone hi chahiye
jugnu uss ke saath mein sone hi chahiye
O, khushbuon se uss ki sifarish ki jaaye
O, khushbuon se uss ki sifarish ki jaaye
(Sifarish ki jaaye)
Ae khuda, tu bol de tere baadlon ko
Ae khuda, tu bol de tere baadlon ko
Mera yaar hans raha hai, baarish ki jaaye
Yaar hans raha hai, baarish ki jaaye
Ye sooraj se bhi keh do ki apani aag bujha ke kare
Agar uss se baatein hain karni to phir nazar jhuka ke kare
ho, ye sooraj se bhee kah do, apanee aag buja ke kare
‘Gar uss se baatein hain karni to phir nazar jhuka ke kare
Mohabbat, Jaani ki poori khaahish ki jaaye
Mohabbat, Jaani ki poori khaahish ki jaaye
(Khaahish ki jaaye)
Ae khuda, tu bol de tere baadlon ko
Ae khuda, tu bol de tere baadlon ko
Mera yaar hans raha hai, baarish ki jaaye
Yaar hans raha hai, baarish ki jaaye
Haay, aashiq ho jaane mein kitna waqt lagta hai
Rab ke ghar mein aane mein kitna waqt lagta hai
Dekha usey to ye maloom hua
Ki jannat ko paane mein kitna waqt lagta hai
Ye zamana jaane na, kya kara sakti hai
o, yaar mere kee nazaren hain, dariyaa dubaa sakati hain
Uss ka bas chale to saara dariya pee jaaye
Uss ka bas chale to saara dariya pee jaaye
Ae khuda, ae khuda…
Ae khuda, tu bol de tere baadlon ko
Mera yaar hans raha hai, baarish ki jaaye
Yaar hans raha hai, baarish ki jaaye
Ae khuda, tu bol de tere baadlon ko
Mera yaar hans raha hai, baarish ki jaaye
Yaar hans raha hai, baarish ki jaaye
(Baarish ki jaaye)
Na duniya ke liye likhte, na mere liye likhte
Na duniya ke liye likhte, na mere liye likhte
Haha! Ghalib zinda hote to tere liye likhte
Ghalib zinda hote to tere liye likhte
(tere liye likhte, tere liye likhte)