Aapka Makan Bahut Achha Hai Saurabh P. Srivastav, Alka Yagnik Hindi Song Sung By Saurabh P. Srivastav And Released On 2nd February 2020 Under Rajshri Entertainment Private Limited, Music Given By Raam-Laxman, Lyrics Penned By Ravindra Rawal, Dev Kohli, Israr Ansari Suman Sarin, Shaleen Iqbaal, The Features Star Cast Of Song Such As Jugal Hansraj, Tina Raana, Sachin Khedekar, Navni Parihar, 03:56 Is Total Duration Time Of "Saurabh P. Srivastav, Alka Yagnik" – Aapka Makan Bahut Achha Hai Song, Aapka Makan Bahut Achha Hai song download Mp3
Album | Hum Pyar Tumhi Se Kar Baithe |
Singers | Saurabh P. Srivastav,Alka Yagnik |
Lyricist | Ravindra Rawal,Dev Kohli,Israr Ansari Suman Sarin,Shaleen Iqbaal |
Star Cast | Jugal Hansraj,Tina Raana,Sachin Khedekar,Navni Parihar |
Music By | Raam-Laxman |
Label | Rajshri Entertainment Private Limited |
Released On | 02 Feb, 2020 |
Aapka Makan Bahut Achha Hai Song Lyrics
Lyrics By : Ravindra Rawal,Dev Kohli,Israr Ansari Suman Sarin,Shaleen Iqbaal
aap kaa makaan bahut acha hai
is makaan kaa mehmaan bahut acha hai
aap kaa makaan bahut acha hai
is makaan kaa mehmaan bahut acha hai
mehmaan kaha hai bataaiye
mehmaan kaha hai bataaiye
aaine ke saamne aa jaaiye
aap kaa makaan bahut acha hai
is makaan kaa mehmaan bahut acha hai
mehmaan navaji kaa shukriya
hamane to kuch bhi nahin kiya
mehmaan navaji kaa shukriya
aji hamane to kuch bhi nahin kiya
aapkaa mizaaj bahut acha hai
aapkaa andaaz bahut acha hai
andaaz main kya hai bataaiye
andaaz main kya hai bataaiye
aaine ke saamne aa jaaiye
aap kaa makaan bahut acha hai
is makaan kaa mehmaan bahut acha hai
mehmaan rahegaa yahan kitne din
uskaa ji chaahe utane din
o mehmaan rahegaa yahan kitne din
aji uskaa ji chaahe utane din
aapkaa jawaab bahut acha hai
dekha hai jo khwab bahut acha hai
khwab main kya hai bataaiye
aji khwab main kya hai bataaiye
aaine ke saamne aa jaaiye